My name is mayuri maine quiker pe captcha work dekha tha aur wo work from home tha to isliye maine wo work ko apply kiya thodi der ke baad muze unki taraf se ak call aaya job detail provide krne ke liye aur phir wo ladki ne bataya ki aapko hamare sir ka call aayega to wo call received kijiye aur sirf aapko ha ha bolna hai aur kuch mat bolna phir uske baad wo ladki ne dubara se call kiya aur usne sab wo captcha ke regarding jo bhi work hai wo sab muze bataya aur evening se work start ho jayega aisi boli wo ladki phir uske baad work start huva phir wo start hone ke baad maine dekha ki jaise hi mere 60 captchas complte ho jate the to phirse wapas se 1 se start ho jata tha to muze laga utna hi rahega phir baad mai phirse dekha to phirse issues hone lage to maine unke helpline number pe call kiya to unka number busy hi busy tha phir maine wo ladki ko call krne ki koshish ki but uska phone switchoff tha 2 din mai wo ladki ko call kr rahi thi but uska phone switchoff hi tha unke helpline number pe call kiya to wo bhi bar bar busy aur kabhi switchofff phir uske 7 days ke baad un logo ne muze call kiya aapka work incomplte hai krke to aapko penanlty deni pdegi mai tabhi dar gayi thi because tabhi unhone bola ki aapke upar case file krenge krke aur phir uske baad after 2 to 3 months unki adv ke taraf se call aaya but maine number dekha to wo fraud tha aur phir unke msg aane lage wo log bahut money demand krte hai aur work ke nam se fake lawyer se darate hai aur letter bhejne ki dhamki dete hai
Was this information helpful? |