Sir mane
1. 8th class 2010 - Haryana board ( Father name mistake)
(Uss school ne C. B. S. E ki manyata le li fir )
2. 10 th class - 2012 ( C. B. S. E ) Father name sahi kar diya unhone
Fir mane 12 th class me school change kar diya
3. 12th Class - 2014 ( Haryana board) waha fir se father name me mistake ho gayi wo hi 8th wali
1. Mera 1st class ka school record sahi hai.
2. Mera 6th class me school record me father name me mistake ho gayi.
3. Wahi mistake 8th tak school record me yahi chalti rahi .
4. Isi wajah se 8th ki marksheet me father name mistake ho gayi.
5. Fir uss school ne 10 th me board change kar liya( H. B. S. E) se ( C. B. S. E) ho gaya.
6. Usne 10 th me school record thik kar diya. Or 10th ki marksheet me father name thik ho gaya.
7. Fir mane 12 th me school change kar diya. ( H. B. S. E) 12 th ki marksheet me father name me mistake aa gayi wo hi jo 8th ki me thi.
Ab sir mai apni 12th ki marksheet mein correction 10th ke base par karwana chahata hu
Lekin pata nahi chal pa raha kase karwaun.
Mera baki sabhi documents mein father name thik hai 12 th ko chodkar.
Or father ke sabhi document me wo hi name hai jo mai 12 th ki marksheet mein karwana chahta hu.
Please give me right information about this whole process.
How can i change correction of father name.
Was this information helpful?