[Resolved]  LML and IFFCO TOKIO — Not recd. proper insurance claim

Address: South Delhi, Delhi

Mera LML Scooter ka accident ho gaya tha. Mene Insurance claim kiya, jiska LML company ne mujse Rs.1820/- charge kiya aur kaha ki Insurance company se claim mil jayaga, Takriban 20-25 din bad mere pas Rs.575/- ka cheque ayaa. Mene iffico tokyo ke representative se baat kari, usne kaha ki aapke insurance cover note mein Excess Rs.750/- ki stamp lagi hai isliye itna hi claim meliga. Mene pucha ki iska kiya matlab hai to usne kaha ki LML Company ki kisit employee ne yeh stamp laga di hai jo ki purani vehicle mein lagti hai lakin aap ki vehicle nayi hai aap compnay mein bat karo. Mene company mein baat kari to wahan ke representative ne kaha ki sir aap insurance ka cover note ki copy, original bill and jo cheque aaya hai uske cover letter ki copy de do aapko baki ka claim mil jayaga, galti se stamp insurance cover note mein lag gayi hai jo ki nahi lagni chaiye kiyuki aap ki vehicle new hai. Mene original bill, insurance cover note aur cheque ki cover letter ki copy personally Okhla mein Buland LML Company ko de kar aaya, aur iske baad lagataar kafi phone kiya magar muje koi bhi positive answer nahi mila aur mujhe kaha ja raha ki aap ko ek aur claim dila denga kuon ki hame iffice tokyo is aggrement cancel kar diya hai.
Isme meri kiya fault hai, Muje mere claim milna chiya. Koi rasta batiye

Ravi
[protected]
Was this information helpful?
No (0)
Yes (0)
Aug 14, 2020
Complaint marked as Resolved 
 
Add a Comment

Post your Comment

    I want to submit Complaint Positive Review Neutral Comment
    code
    By clicking Submit you agree to our Terms of Use
    Submit

    Contact Information

    LML and IFFCO TOKIO
    Delhi
    India
    File a Complaint