Pradhan Mantri Kaushal Vikas Yojana [PMKVY] — Dhamki bhare sms bheja aur mujhe paise return karne ke liye bola tha jo paisa mene liya nehi

Address: https://pmkvyjob.org/
Website: pmkvyjob.org

23 Rd may samko 5:30 pm per mere no per[protected], name sushant Kumar Panda) isi no se call aya tha uske pehle mere no per sms bhi aya tha..muje bola tha wo PMKVY ke under hai..unke company Mahindra, doubor amla etc bare bare company ke sath attached hai..mujhe ghar baithe kam karne ke liye select ki hai..Maine boli ki mai aisa koi company main apply nehi ki and ahisab fraud hai to unhone bola ha ki fraud nehi hai aur meri what's app no per ak link veja wo company fraud nehi hai wo check karne ke liye (https://pmkvyjob.org/) ..mujhe bola wo 83k meri bank account per vejega 1 laptop and 1 mobile kharid ne ke liye to maine puchha tha agar bank per paise nahi aya to unhone bola courier per vejega check and appointment letter to uske liye 620 rupees mujhe unko Dena parega..mane saf mana kar di thi..unhone what's app per meri adhar card ki both side ka photo, meri 1 passport size photo and meri name, father name, address and bank account no vejne ke liye bola tha.. maine pehle details veji thi lekin kuch samay bad delete for both karke sare details delete kar di thi..unko sms per bol bhi di thi ki mujhe job nehi korni hai. Lekin 24th May subah 10:30 am per mujhe call karke bola wo meri account per 83 k vej di aur mujhe check karne ke liye bola.pehle ek sms bhi aya tha (Dear Customer, Your Registration Was Successful (PMKVYJOB) Contact By Mr Sushant Panda ( [protected] )..Maine unko data kyun ki unko maine saf mana kar di thi ki mujhe job and koi bhi paise nehi chahiye firbhi Aisa kyun kiya, to unhoney bola thik hai paise return karbo koi aur job karega..maine bank balance check karke unko bola ki meri account per koi bhi paise nehi Aya and ek unsuccessful transaction ka bhi sms Aya hai(Dear Customer, Your Ac XXXXXXX3737 is Credited by INR 83, 000/- on CHEQ DEP C.V RAMAN NAGAR, Transaction Is Not Successfully. Ref.No.[protected]. For more details, Call . -DPP.)..to unhone unke what's app per sms send karne ki liye bola and Thori der bad manager se baat kar ke mujhe batayega kya problem hai. Kuch der bad call karke mujhe SBI ki bank manager se bat karne ke liye bola, , job maine bank ka branch puchha to thik se bata nehi Paya to Maine unko bahut data to unhone bola ki agar maine paise return nahi kiya to meri ghar pe income tax wala ayega aur 256000 paise mujhe Dena hoga unko..aur meri 6 mahine ke liye jail hoga..maine uske bad block kar diya unka no to 12:10 pm per dhamki vara sms veja (Aap mera call receive nahin kar rahe hain aur payment bhi nahin jama kar rahe hain payment nahin kijiega to company ki taraf se account ko hold Kar ke notice dal Di jayegi jo ki notice ke dauran income tax Adhikari Ghar per jakar 256000 lenge jis riks na company legi aur na hi ab main lunga aapko khud Len[]).
+2 photos
Was this information helpful?
No (0)
Yes (54)
Pradhan Mantri Kaushal Vikas Yojana [PMKVY] customer support has been notified about the posted complaint.
 
2 Comments

Comments

Sir mein froad mein Fash gaya hu froad mein Fash gaya hu

Thank you for information thank God I'm safe be aware guys

Post your Comment

    I want to submit Complaint Positive Review Neutral Comment
    code
    By clicking Submit you agree to our Terms of Use
    Submit
    Pradhan Mantri Kaushal Vikas Yojana [PMKVY]
    customer care contacts
    Customer satisfaction rating Customer satisfaction rating is a complex algorithm that helps our users determine how good a company is at responding and resolving complaints by granting from 1 to 5 stars for each complaint and then ultimately combining them all for an overall score.
    Read more
    2%
    Complaints
    128
    Pending
    0
    Resolved
    3
    Pradhan Mantri Kaushal Vikas Yojana [PMKVY] Phone
    +91 88 0005 5555
    Pradhan Mantri Kaushal Vikas Yojana [PMKVY] Address
    301-306, 3rd Floor, West Wing, World Mark 1, Aerocity, New Delhi, Delhi, India - 110037
    View all Pradhan Mantri Kaushal Vikas Yojana [PMKVY] contact information